
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan Haathon Mein Khilnewaali Hain Tere Mann Ko, Jeevan Ko Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan Haathon Mein Khilnewaali Hain Tere Mann Ko, Jeevan Ko Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai O Hariyali Banno Le Jaana Tujhko Guiyyaan Aane Waale Hai Saiyyaan Thaamenge Aake Baiyyaan, Goonjegi Shehnaayi Angnaayi, Angnaayi Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan Haathon Mein Khilnewaali Hain Tere Mann Ko, Jeevan Ko Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai Gaaye Maiya Aur Mausi, Gaaye Behna Aur Bhabhi Ke Mehndi Khil Jaaye, Rang Laaye Hariyaali Banni Gaaye Phoofi Aur Chaachi, Gaaye Naani Aur Daadi Ke Mehndi Mann Bhaaye, Saj Jaaye Hariyaali Banni Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho Hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan Haathon Mein Khilnewaali Hain Tere Mann Ko, Jeevan Ko Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai Gaaje, Baaje, Baraati, Ghoda, Gaadi Aur Haathi Ko Laayenge Saajan Tere Aangan, Hariyaali Banni Teri Mehndi Woh Dekhenge To Apna Dil Rakhdenge Woh Pairon Mein Tere Chupke Se, Hariyaali Banni Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho Hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan Haathon Mein Khilnewaali Hain Tere Mann Ko, Jeevan Ko Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни A.R.Rahman
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,449

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,980

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,906

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,438

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,308

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,891





