Kabhi Na Kabhi

Kabhi Na Kabhi

Kabhi na kabhi ayega qaraar
Paongi chain be hisaab
Kabhi na kabhi ayega qaraar
Paongi chain be hisaab
Haan tu hi tou hai
Jise meri talash hai
Main rahoon sada tujhse duur
Kabhi na kabhi ayega qaraar
Ja mujh pe kar na paye
Tu jadoo wo apna
Baatien teri na manoon
Bhooli main wo sapna
Chahat hai jo yaar hai
Haan tu hi tou hai
Jise meri talash hai
Main khari yahan
Nahi kisi ki aas hai
Mil hi jayega jo hai duur
Kabhi na kabhi ayega qaraar
Kaise rahoon yahan main
Pal ko har bitaye
Wo duur kahin hai manzil
Jo mujh ko pukaare bulaye
Ankhiyon mein zindagi
Kabhi na kabhi ayega qaraar
Paongi chain be hisaab
Kabhi na kabhi ayega qaraar
Paongi chain be hisaab
Kabhi na kabhi
Kabhi na kabhi
Kabhi na
Kabhi na kabhi
Kabhi na kabhi
Kabhi na
Kabhi na kabhi
Kabhi na kabhi
Kabhi na kabhi… ayega qaraar

Песен-НИКИ

Загрузка...

Другие песни Zeb and Haniya

Все песни →

Похожие песни