
Khawaja-E-Khwajgaan Muinuddin Faqr-E-Qaun-O-Makaan Muinuddin Khwaja-E-La Makaan Kud Si Makaan Aasmaa-E-Aastaan Muinuddin Mazhar-E-Jalwagaar-E-Noor Kidam Aaftab-E-Jahaan Muinuddin Qurb-E-Haq Aye Niyaazgar Khwahi Saaz Vird-E-Zubaan Muinuddin Khwaja Ji Maharaja Ji Tum Gareeb Nawaaz Apna Kar Ke Raakhiyo Tohe Baanh Pakre Ki Laaj Kirpa Karo Maharaaj Muinuddin Khwaja Mujh Me Augun Bahut Hai Tohe Kahat Gareeb Nawaaj Apna Kar Ke Raakhiyo Tohe Baanh Pakre Ki Laaj More Augun Pe To Nigaah Na Karo Tum Apne Kare Ka Nibaah Karo Main Buri Hun Bhali Hun Tihari Hun More Khwaja Mope Daya Karo Bhool Bhool Ki Bhool Bhayi Bhala Main Bhooli Kab Tohe Main Bhooli To Bhool Bhayi Par Tum Mat Bhuliyo Mohe Kirpa Karo Khwaja Bhaag Jagao Mujh Dukhiyan Ko Charan Lagaao Dukhiya Hungiri Dukh Ke Bipat Mein Rowat Hun Nit Ghat Hi Ghat Mein Tum Raakho To Rahe Jagat Mein Mujh Paapan Ki Laaj Muinuddin Kirpa Karo Maharaaj Muinuddin Tumri Daya Ki Sun Ke Khabariya Aan Pari Hun Main Tori Deheriya Sukh Vase Ajmer Nagariya Jisme Karo Tum Raaj Muinuddin Nibhti Nahin Ab Kaise Nibhaaun Tum Bin Kisko Haal Sunaaun Tumri Kaha Ke Ab Kit Jaaun Tum Hi Kaho Maharaaj Muinuddin
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни Nusrat Fateh Ali Khan
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,453

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,984

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,910

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,442

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,312

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,895



