
Main zindagi jeene k liye bhool gaya khud ko Bhaag raha kerne hasil apne sapnon ko Bheer hai shor hai samaj ka yahan zor hai Batata chalun apko k aanay wala dor hai Wo bore hai, lagi yahan per badi daurd hai O Mochi mod hai rasta chord be Signal tord kay gadi mord be Chalain hawksbay, baby ko kaha maine call pe Main khogaya main khogaya Main sogaya main sogaya Janay kahan main khogaya Janay kahan main khogaya Main sogaya main sogaya Main khogaya main khogaya Janay kahan main khogaya Janay kahan main khogaya Lafzon k jaal main beetay hue haal main Jaun ki kitaab main, jalib k main nisaab main Riyazi k hisaab main, shayar k main khayal main Haal o ehwaal main apne hi main kisi jawab main Bhy Khoya ehsaas main, main raigistaan ki pyaas main Mehal ki talaash main, main kerne apni islah main Nikla jo to nahi lauta phir kahan gaya main Hoon main nadaan parinda ya koi darinda main Jab tha chhota sa bacha tab iraday mere baray Laga tha sir pe tanka gira jab tha kharay kharay Bistar pe paray paray ashaar likh k maine kahay Ab bin rukay chalun main kahun yeh bhi bin likhay Wohi o jisne kiye mere liye darr thay bund Wohi jiske anay se jata badal tha mausam Wohi jiske sath guzarti subha dupehar or shamain Kehta wo mujhe chhod k tu ab khud pe dehaan de Yeh duniya kitni buri ab mujhe pata chala Bachpan se janta main tha tabhi pharta main gala Nahi mujhe is se gharz acha ya main bay sura Shaeri kiya lagti meri kiyun isay main chhoo raha Interlude Dhoondo mujhe Dhoondo mujhe Dhoondo mujhe Dhoondo mujhe Main khogaya main khogaya Main sogaya main sogaya Janay kahan main khogaya Janay kahan main khogaya Main sogaya main sogaya Main khogaya main khogaya Janay kahan main khogaya Janay kahan main khogaya
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни MeemAlif
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,449

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,980

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,906

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,438

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,308

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,891
