
Dil ka haal sune dil waala Seedhi si baat na mirch masaala Kehke rahega kehne waala Dil ka haal sune dil waala Chhote se ghar mein gareeb ka beta Main bhi hu maan ke naseeb ka beta — 2 Ranj-o-gham bachpan ke saathi Aandhiyo mein jali jeewan baati Bhukh ne hain bade pyaar se paala Dil ka haal sune dil waala (Haay karu kya surat aisi, Gaanthhke poore chor ke jaisi) — 2 Chalta phirta jaanke ek din, Bina dekhe pehchaan ke ek din Baandhke le gaya pulis waala Dil ka haal sune dil waala Budhhe daaroga ne chashme se dekha -2 Aage se dekha peechhe se dekha, Upar se dekha neeche se dekha Bola ye kya kar baithhe ghotaala, Haay ye kya kar baithhe ghotaala Ye to hai thaanedaar ka saala Dil ka haal sune dil waala Gham se abhi azaad nahi main Khush magar aabaad nahi main -2 Manzil mere paas khadi hai, Paau mein lekin bedi padi hai Taanga deta hai daulat waala, Dil ka haal sune dil waala Sun lo magar ye kisi se na kehna Tinke ka leke sahaara na behna -2 Bin mausammal haar na gaana, Aadhi raat ko machchil laana Varna pakad lega pulis waala Dil ka haal sune dil waala
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни Manna Dey
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,446

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,980

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,906

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,438

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,308

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,891





