
--MALE-- Tujhe dekha to yeh jaana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Tujhe dekha to yeh jaana sanam (Tujhe dekha to yeh jaana sanam Pyaar hota hai deewana sanam) — 2 Ab yahan se kahan jaaye hum Teri baahon mein mar jaaye hum --FEMALE-- Tujhe dekha to yeh jaana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Ab yahan se kahan jaaye hum Teri baahon mein mar jaaye hum --MALE-- Tujhe dekha to yeh jaana sanam --FEMALE-- La la la la la, la la la la la La la la la la, la la la Aankhen meri sapne tere Dil mera, yaadein teri --MALE-- O, mera hai kya --FEMALE-- (La la la) --MALE-- Sab kuch tera --FEMALE-- (La la la) --MALE-- Jaan teri, saansein teri --FEMALE-- Meri aankhon mein aansu tere aa gaye Muskuraane lage saare gham --MALE-- Tujhe dekha to yeh jaana sanam Pyaar hota hai deewana sanam --FEMALE-- Ab yahan se kahan jaaye hum Teri baahon mein mar jaaye hum --MALE-- Tujhe dekha to yeh jaana sanam --FEMALE-- Yeh dil kahin lagta nahin Kya kahoon, main kya karoon --MALE-- Haan, tu saamne --FEMALE-- (La la la) --MALE-- Baithi rahe --FEMALE-- (La la la) --MALE-- Main tujhe dekha karoon --FEMALE-- Tune aawaaz di, dekh main aa gayi Pyaar se hai badi kya kasam --MALE-- Tujhe dekha to yeh jaana sanam Pyaar hota hai deewana sanam --FEMALE-- Tujhe dekha to yeh jaana sanam Pyaar hota hai deewana sanam --MALE-- Ab yahan se kahan jaaye hum Teri baahon mein mar jaaye hum --FEMALE-- Teri baahon mein mar jaaye hum
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни Kumar Sanu
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,448

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,980

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,906

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,438

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,308

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,891
