
Kyon ziaan kaar banun, sood framosh rahoon? Kyon Ziaan kaar banun, sood framosh rahoon? Fikr-e-farda na karun, mahw-e-ghum-e-dosh rahoon Fikr-e-farda na karun, mahw-e-ghum-e-dosh rahoon Kyon (mein) ziaan kaar banun, sood framosh rahoon? Fikr-e-farda na karun, mahw-e-ghum-e-dosh rahoon Naale bulbul ke sunoon Naale bulbul ke sunoon, aur hama tan gosh rahoon Hamnawa, main bhi koi gul hoon ke khamosh rahoon Jurrat aamoz Jurrat aamoz meri taab-e-sukhan hai mujhko Jurrat aamoz meri taab-e-sukhan hai mujhko Jurrat aamoz meri taab-e-sukhan hai mujhko Shikwa Allah se khakam badahan hai mujhko Shikwa Allah se khakam badahan hai mujhko Shikwa Allah se khakam badahan hai mujhko Shikwa Allah se khakam badahan hai mujhko Hai baja, Hai baja, Hai baja, Hai baja Hai baja, shewa-e-tasleem mein mashhoor hain hum Hai baja, shewa-e-tasleem mein mashhoor hain hum Qissa-e-dard sunaate hain ke majboor hain hum Qissa-e-dard sunaate hain ke majboor hain hum Saaz-e-Khamoosh hain, faryaad se Ma’moor hain hum Saaz-e-Khamoosh hain, faryaad se Ma’moor hain hum Naala aata hai agar lab pe to Ma’zuur hain hum Ai Khuda shikwa-e Ai Khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le Ai Khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le Ai Khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le Khugar-e-hamd se thora sa gila bhi sun le Khugar-e-hamd se thora sa gila bhi sun le Khugar-e-hamd se thora sa gila bhi sun le Khugar-e-hamd se thora sa gila bhi sun le Hum se pahle tha ajab tere jahan ka manzar Kahin masjood the patther, kahin ma’bood shajar Khugar-e-paikar mahsoos thi insaan ki nazar Maanta phir koi un-dekhe Khuda ko kyonkar? Kyonkar? Kyonkar? Kyonkar? Kyonkar? Khuda! Khuda! Tujhko maalum hai leta tha koi naam tera Tujhko maalum hai leta tha koi naam tera Tujhko maalum hai leta tha koi naam tera Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Quwwat-e-Baazo-e Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Tau aee awaz Kis say mukatib hai kya keh raha hai? Kis say mukatib hai kya keh raha hai? Kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? (Bol) Kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? Sar ko patakh kar kyun rou raha hai? Sar ko patakh kar kyun rou raha hai? Hum nay toh denay ka wada kia hai Hum nay toh denay ka wada kia hai Hum nay toh denay ka wada kia hai Aa aa idher aa Tu pher maang pher maang Aa aa idher aa Tu pher maang pher maang Tau aee awaz Sunn! Safa-e-dehr se batil ko mitaya kisne? (Kya baat hai!) Safa-e-dehr se batil ko mitaya kisne? Aur, nou-e-insaan ko ghulami se churaya kisne? Meray Ka’abay ko Aur mere Ka’abay ko jabeenon se basaya kisne? Mere Quran ko seenon se lagaya kisne (tum ne) Haan Haan Thay toh aaba woh tumhare hi Thay toh aaba woh tumhare hi magar tum kya ho? Thay toh aaba woh tumhare hi magar tum kya ho? Thay? … Thay! Thay toh aaba woh tumhare hi magar tum kya ho? Hath par hath dhare muntazir-e-farda ho Kis say mukhatib hai kya keh raha hai? Kis say mukhatib hai (aray) kya keh raha hai? Kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? Kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? Aur Sunn! Paida Paida sikandar ko kisne kia tha Paida sikandar ko kisne kia tha Paida sikandar ko kisne kia tha Dekh! Haatim ke hathon se kisne dia tha Haatim ke hathon se kisne dia tha (Arey) Tu kya samjh kar wapis chala tha Tu kya samjh kar wapis chala tha (Aur) Hum nay toh denay ka wada kia tha Hum nay toh denay ka wada kia tha (Aur) mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Baaz Aa, Baaz Aa Har Unch e Hasti Baaz Aa Gar Kaafir o Kabr o But Parasti Baaz Aa Een Dargah e Maa, Dargah e Na Umeedeeni Sadd Baar Agar Tauba Shikasti Baaz Aa (Aray) mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Aa aa (Aaa, aaa, Aaa) idher aa tu pher mang pher mang Aa aa idher aa Aaa (Aray) mayoois janay ko kisne kaha tha Le Sunn! Aqal hai teri sipar Aqal hai teri sipar ishq ka shamshir teri Aqal hai teri sipar aur ishq ka shamshir teri Mere durwaish (Kya Baat Hai!) Mere durwaish khilafat hai jahangir teri Ma siwa Allah ke liye Ma siwa Allah ke liye Aag hai takbir teri Tu musalman ho toh Tu musalman ho toh taqdir hai tadbir teri Ma siwa Allah Ma siwa Allah ke liye Aag hai takbir teri Allah o Akbar! Ma siwa Allah ke liye Aag hai takbir teri Tu musalman ho toh taqdir hai tadbir teri Aur Sunn! Ki Muhammad se wafa Sal Allah o Alaih e Wasallam Ki Muhammad se wafa Tu ne, toh hum tere hain Ki Muhammad se wafa Tu ne, toh hum tere hain Ki Muhammad se wafa Tu ne, toh hum tere hain Yeh jahan cheez hai kya louh-o-qalum tere hain Yeh jahan cheez hai kya louh-o-qalum tere hain Ki Muhammad se wafa Tu ne, toh hum tere hain Ki Muhammad se wafa Tu ne, toh hum tere hain Ki Muhammad se wafa Tu ne, toh hum tere hain Yeh jahan cheez hai kya louh-o-qalum tere hain Yeh jahan cheez hai kya louh-o-qalum tere hain Yeh jahan cheez hai kya louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни Brothers
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,445

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,979

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,906

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,438

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,308

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,891




