Hona Tha Pyar

Hona Tha Pyar

Aaye nazar chehre hazaar
Hona tha pyaar, huwa mere yaar
Hona tha pyaar
Tere dil ke sheher mein ghar mera ho gaya, ho gaya
Sapna dekha jo tum ne woh mera ho gaya, ho gaya
Doobe to yoon jaise ho paar
Hona tha pyaar, huaa mere yaar
Hona tha pyaar
Thaame dilon ki baahein, hum aate saalon mein, saalon mein
Paaye jawaab hum ne tere sawaalon mein, sawaalon mein
Khwaabon ki dor toote na yaar
Hona tha pyaar, huwa mere yaar
Hona tha pyaar

Песен-НИКИ

Загрузка...

Другие песни Atif Aslam

Все песни →

Похожие песни