
Woh bhi kya shaam thee Barse thay toot ke Baadal july ke… Har jagah Haathon mein chhatriyaan Dono ke theein magar Bheege thay dono hi… Be wajah Woh baarishein Kya ho gayin? Kya ho gayin Woh baarishein? Tum benishan Kyun ho gaye? Dhoondhoon kahan… Tumhein… Hazaron aansoo main Samhaale baitha hoon Rulane aayi hain mujhe Jaane kyun yaadein Bhulaaun kaise main Woh saari barsaatein? Guzari theein humne, jo saath mein… Woh baarishein Kya ho gayin? Kya ho gayin Woh baarishein? Tum benishan Kyun ho gaye? Dhoondhoon kahan… Tumhein… Shaamein… Ye neeli si shaamein… Aayein To laayein yaad teri yaad Main hoon Tere bina tanha… Lauta de mujhe Woh bheega hua lamha… Woh baarishein Kya ho gayin? Kya ho gayin Woh baarishein? Tum benishan Kyun ho gaye? Woh baarishein Woh baarishein Woh baarishein Kya ho gayin? Kya ho gayin Woh baarishein? Ye dooriyaan, kyun aa gayin? Rahna tha sang, humein… Dhoondhoon kahan… Tumhein…
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни Arjun Kanungo
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,449

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,980

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,906

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,438

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,308

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,891





