
Tujhko, main rakh loon wahaan Jahaan pe kahin, kai mera yaqeen Main jo, tera na huaa Kisi ka nahin, kisi ka nahin Le jaayein jaane kahaan Hawayein, hawayein Le jaayein tujhe kahaan Hawayein, hawayein Begaani hai ye baaghi Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahan Hawayein, hawayein Le jaayein jaane kahaan Na mujhko khabar, na tujhko pataa Banaati hai jo tu Wo yaadein, jaane sang mere kab tak chale Inhi mein to meri Subah bhi dhalein, shamein dhalein, mausam dhalein Khayalon ka shehar Tu jaane, tere hone se hi aabaad hai Hawayein haq mein Wohi hai aate-jaate, jo tera naam le Deti hain jo sadayein Hawayein, hawayein Na jaane kya batayein Hawayein, hawayein Le jaaye tujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaayein jaane kahaan Na mujhko khabar, na tujhko pataa Chehra, kyun milta tera Yun khwabon se mere Ye kya raaz hai? Kal bhi, meri na thi tu Naa hogi tu kal Meri aaj hai Teri hai meri saari Wafayein, wafayein Maangi hai tere liye Duaayein, duaayein Le jaaye tujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein) Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein) Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein) Le jaaye mujhe kahaan (hawayein, hawayein) Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein)
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни Arijit Singh
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,449

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,980

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,906

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,438

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,308

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,891





