Ungli pakad ke
Sikhaya tha kaise jiye zindagi
Bigde rahon mein
Halaton say dar ke na ruk kabhi
Bulaya khuda ne tumhe
Aur mujhko rulaya tumhe
Simat gaya vo aangan
Jab say shaam ko ghar nahi aate tum
Simat gaya vo aangan
Jab say shaam ko ghar nahi aate tum
Tham gayi meri khushiyan
Papa yaad bahut tum aat ho
Papa yaad bahut tum aate ho
Papa yaad bahut tum aate ho
Papa yaad bahut tum aate ho, Oooo
Darta bhi tha aap say
Par karta bahut pyar tha
Jahan say bhi ladhta agar
Aap ka sath har baar tha
Pharz nibhaya tha jo aapn
Jeene ka vo sartha
Abhinav Shekhar (Son): Papa mein mumbai ke liye nikl raha hun
Parvin Dabas (Father): Aur kisi chij ki zarurat pade to batana
Rang mere tum the
Mere roum mein jo bas jaate ho
Har pal mere dil mein
Papa yaad bahut tum aate ho
Papa yaad bahut tum aate ho
Papa yaad bahut tum aate ho

Песен-НИКИ

Загрузка...

Похожие песни