
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahi Aankhein to kholi magar sapna woh toda nahi Haan wahin, woh wahin Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin O. Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon Tera khyaal aaye to balkha ke pal jata hai Paani ki chaadar tale tann mera jal jaata hai Haan wahin, woh wahin Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin Tere gale milne ke mausam bade hote hain Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain Ho. Tere gale milne ke mausam bade hote hain Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain Lambi si ik raat ho, lamba sa ik din mile Bas itna sa jeena ho, milan ki ghadi jab mile Haan wahin, woh wahin Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Песен-НИКИ
Загрузка...
Другие песни Abhijeet
Все песни →Похожие песни

Бигасс
SODA LUV
Ничего личного
Русский рэп201975,453

Бандана
Платина
РНБ КЛУБ
Русский рэп201859,984

Свадебное путешествие
Александр Буйнов
Острова любви
Русская эстрада199954,910

Каспий жағалауы
Azamat
Поп200134,442

Шпилька-каблучок
Лолита
Анатомия
Русская эстрада201433,312

Девочка 2D
Dead Rave
Singles 15-17
Русский рэп201828,895





![Waada Raha Sanam (From "Khiladi")[Duet]](https://lyrics-catalog.limirawebwave.com/media/images/246521.jpg)