So Gaye Hain (From "Zubeidaa")

So Gaye Hain (From "Zubeidaa")

So gaye hain
Kho gaye hain dil ke afsaane
So gaye hain
Kho gaye hain dil ke afsaane
So gaye
Hain
Kho gaye hain dil ke afsaane
So gaye hain
Kho gaye hain dil ke afsaane
Koi to aata phir se
Kabhi inko jagaane So gaye hain
Kho gaye hain dil ke afsaane So gaye hain, kho gaye hain dil ke
Afsaane
Saans bhi leti hain jo kathputliyaan Unki bhi thaame hain koi doriyaan Aansuon
mein
Bheegi hain khaamoshiyaan
So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane Dil mein ek parchhaayi hai lehraayi si Aarzoo meri hai ek
angdaayi si Ek tamanna
Hai kahin sharmaayi si So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane So gaye hain,
kho gaye hain dil
Ke afsaane

Песен-НИКИ

Загрузка...

Другие песни A.R.Rahman

Все песни →

Похожие песни