So Gaye Hain

So Gaye Hain

So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane

Koi to aata phir se kabhi inko jagaane
So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane
So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane
Saans bhi leti hain jo kathputliyaan
Unki bhi thaame hain koi doriyaan
Aansuon mein bheegi hain khaamoshiyaan
So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane
So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane
Dil mein ek parchhaayi hai lehraayi si Aarzoo meri hai ek angdaayi si Ek tamanna hai kahin sharmaayi si So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane
So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane

Песен-НИКИ

Загрузка...

Другие песни A.R.Rahman

Все песни →

Похожие песни